Thursday, November 20, 2008

LOVE



Haath ki lakhiro par aitbaar mat kar lena,
Bharosha ho toh hadhon ko par kar lena,
Khona paana toh naseebon ka khel hai,
Bas dil se jo pyar de ushe pyar kar lena




Na jaane kyun aapse itna pyar ho gaya,
Aapke bina jeena dushwar ho gaya,
Ye aankhen tarasti hai aapke deedar ko,
Meri aankhon ko bhi aapka intezar ho gaya




Chand sirf ek hai lakh taro ke liye,
Lakho tare hai ek chand ke liye,
Humare jaise lakho honge aapke liye,
Par aap lakho mein ek hai humare liye




Humare muskurane ki wajah aap ho,
Humari zindagi ka ek pyara sa khwab aap ho,
Hume milegi jab jab khushi,
Hum sochenge ki khuda se dua karne wale aap ho





Hum tumhe pa kar khona nahi chahte,
Judai mein aapki roohna nahi chahte,
Aap humare hi rehna dost,
Hum bhi kisi aur ke hona nahi chahte





Ye phool ye kaliyan ye mausam,
Sab khudrat ke nazare hai,
Hum Message sirf unhe karte hai,
Jo hume apni jaan se pyare hai




Ek ada aapki dil churane ki,
Ek ada aapki dil mein bas jaane ki,
Ek chehra aapka chand sa,
Ek zid humari chand paane ki




Ada unki thi aur deewane hum bane,
Wafa woh na kar sake aur begane hum bane,
Yuh toh hazaro the bheed mein,
Shukriya unka jo unki nazaro ke nishane hum bane




Aankhon mein armaan diya karte hai,
Sabki neend chura liya karte hai,
Ab se jab jab aapki palke jhapkengi,
Samajh lena hum tab tab aapko yaad kiya karte hai




Phool hu gulab ka,
Chameli ka mat samajna,
Aashiq hu aapka,
Apni saheli ka mat samajna




Teri kami bhi hai, tera ehsas bhi hai,
Tu door bhi hai, tu paas bhi hai,
Khuda ne yu nawaza tere pyar se,
Mujhe khud pe gurur bhi hai aur naaz bhi hai




Maine kab kaha ki chandi or sona chahiye,
Bas aapke dil mein ek chota sa kona chahiye,
Keh sake jise hum dil se apna,
Aisa bhi toh koi pyar karne wala chahiye





Har raat nayi dhun gaati hai,
Har phool se khushboo jarur aati hai,
Ab aap yaad kare ya na kare,
Hume toh aapki yaad jarur aati hai




Tears are more truthful than smile,
Because you can smile in front of everyone,
But you will cry only in front of one,
Who is special to you




Aapki ankhon mein hume mil gayi panaah,
Chahe samjho dillagi yah samjho gunaah,
Bhale hi koi hume deewana karar de,
Hum toh ho gaye aapki mohabbat mein fanaah





Friendship is not history to forget,
Friendship is not maths to calculate,
Friendship is not a language to learn,
It is only science that we need to understand




Khubhiya itni toh nahi hum mein,
Ki tumhe har pal yaad ayenge,
Par itna aitbaar hai hume khud pe,
Ki aap kabhi hume bhool bhi na payenge




Kuch mithe pal yaad aate hai,
Palkon par aansu chod jaate hai,
Kal koi aur mile toh hume na bhulna,
Kuch anjanese rishtey zindagi "har kaam aate hai




Kabhi phool kabhi hawa bankar choo jayenge,
Hum toh marke bhi saath nibhaYenge,
Kabhi tanhai mein yaad karna hme,
Aansu banke ankhon mein chale ayenge




Bhula dena ushe jo rula jaaye,
Yaad rakhna ushe jo nibha jaaye,
Vaada aapse karenge bahut log,
Magar apne dil ki baat kehna ushe,
Jiske bina ek pal na jiya jaaye




Lamhe judai ke bekrar karte hai,
Halaat mere mujhe lachar karte hai,
Aankhen meri padh le wo gaur se,
Hum khud kaise kahe ki unko kitna pyar karte hai




Beshak wo nahi karte baat kabhi,
Phir unse milne ko dil bekarar kyun hai,
Unki yaad toh ab raat ko sone bhi nai deti,
Na Jaane hum ko unse itna pyar kyun hai





Agar tu prayo ki sunegi toh haar jayegi,
Hum jaisa pyar phir tu kaha payegi,
Jaan dene ki baat toh sabi karte hai,
Par zindagi banane wala tu kaha se layegi




Bekhudi ki zindagi hum jiya nahi karte,
Jaam kisi ka chin kar hum peeya nahi karte,

Unko mohabbat hai toh aa kar ehzar kare,
Peecha hum bhi kisi ka kiya nahi karte




Yeh kaunsa tha jaam,
Jo tune peela diya,
Sar phire ka aaj,
Sara system heela diya




Kya haseen chehra hai,
Dekh kar dil fida ho gaya,
Tere honthon ko cho kar,
Sada paani bhi charab ban jaaye




Hazaro sitaro ME Chand HO Aap,
Lakho phoolo ME Gulab Ho Aap.
Lafzon ME MuMkin Nahi isLiye Kehte Hai,
Duniya ME Sabse Lajwaab Ho Aap......




Badal ki tarah awara hai hum
Aap bhula na sakoge woh nazara hai hum
Jo toot ke fana ho jayega
Aapki ek khwaish ke liye
Aasmaka woh andekha sitara hai hum




Milte hai acche dost khush naseebo ko
Isliye humari kismat se jalna chod dijiye
Tamanna ho agar humare dost se milne ki toh
Jaa kar aainay ki taraf mooh maud lijiye




Mohabbat karne walo ko, inkar accha nahi lagta
Duniya walo ko yeh ikrar accha nahi lagta
Jab tak nahi hoti, aashiq ki maut
In zalim haseenao ko, pyar sacha nahi lagta




Jab aapka naam zuban par aata Hai
Pata nahi DIL kyun muskurata hai
Tasalli hoti hai mann ko, koi toh hai apna
Jo haste hue har waqt yaad aata hai





Aksar jab hum aapko yaad karte hai
Apne rabb se yehi fariyaad karte hai
Umar humari bhi lag jaye aapko
Kyun ki hum aapko khud se jaada PYAR karte hai




Request Hai Tumse Refuse Mat Karna
Friendship Ke Bulb Fuse Mat Karna
Hum Dost Hai tumhare Confuse Mat Hona
Meri jagah Kisi Aur Ko Choose Mat Karna....




Feeling is a painting never spoil it
Face is a book try to read it
Love is precious don't miss it
Friendship is a mirror never break it
SO KEEP IN TOUCH




Lovely rose and lovely you
And lovely are the things you do
But the loveliest is the friendship of the two
one is me other is you




Khuda ne mujhse kaha...
Ishq na kar tu deewana ho jayega
Maine kaha ae khuda............
Tu message padhne wale se toh mil.....
Tujhe bhi ishq ho jayega!



Aadat hai unki yaad aane ki
Inh ankhon ko unki ek jhalak paane ki
Humari toh tamana thi unhe paane ki
Par shayad unki aadat thi hume tadpane ki




Ishq wahe jaam nahi, jo chalak jaaye pemane se
Yeh toh woh dariya hai, jo badta hai cimat jaane se
Na koi kare, kisi se mohabbat issh kadar
Ki nashe ko nasha bhi, ho jaaye mekhane se




Sky ful, of STARS
But MOON is special
Tree full of LEAVES
But FLOWER is special
My heart full of friends but
YOU ARE SPECIAL





Kuch fasle sirf ankhon se hote hai
Dil ke fasle toh baato se hote hai
Hum lakh koshish kare bhulane ki
Magar pyar ke rishte toh sanso se hote hai





Palke jhuka kar aapko yaad karte hai
Ish dil ki dua aapke naam karte hai
Kabool ho toh muskura dena
Aapki ek muskurhat par yeh JAAN nisar karye hai




Friendship iz a language spoken by Heart........
Not written on paper,not given by pledge.........
It's a promise renewed every time we contact..
Keep In Touch !:-and Keep scrapping




Woh mulakat kuch adhuri si lagi
Paas ho kar bhi duri si lagi
Hontho par hansi ankhon mein nami si lagi
Pehli baar kisi ki dosti itni zaruri si lagi.....!!!!!!!!!!!




Raat hogi to chand duhai dega
Khawabon mein aapko woh chehra dikhai dega
Ye mohabbat hai zara sochke karna
Ek aansoo bhi gira to sunai dega.



Woh jante hai ki hum unke intezaar mein hai..
Isliye shayad woh der laga rahe hai,
Waqt kat-ta nahin unke bina hamara..
Yeh jante huve bhi hame sata rahe hai,
Na jane kya milta hai unhe hame yun sata kar
Jo der se akar bhi woh muskara rahe hai




Chhoti chhoti baaton pe takrar na kiya karo
Humare har mazak ko dil pe mat liya karo,
Kya pata saath hai or kitne dino ka ,
In palon ko pyaar se jiya karo




Khuda tumse ek fariyad karta hu
Ushe khush rakhna jise mein pyar karta hu
Woh hi meri zindagi ki har khushi hai
Jise mein apne se jaada PYAR karta hu



Muskilo se aapki mulakat na ho
Udas bethi ho aisi koi baat na ho
Mehfilo see saje zindagi aapki
Bas hume pukar lena agar koi saath na ho




Kaash banane wale ne
Hume kitab banaya hota
Tum padte padte soh jaate
Aur hume cine se laga lete



Aapki muskaan humari kamzori hai
Keh na pana humari mazburi hai
Aap kyun nahi samajte humari khamoshi ko
Kya khamoshi ko jaban
dena jaruri hai



Har sapna shakar nahi hota
Pyar ka koi aakar nahi hota
Yeh to DIL ka dard hai yaaron
Yuh har kisi se PYAR nahi hota



Jab khayal kiya to khayal bhi tera aaya
Jab aankhen band ki toh khoowab bhi tera aaya
Socha yaad karlu ush khuda ko
Magar honth khule toh naam bhi tera aaya



Jab kabhi bhi tanhai mein aapki yaad aati hai
Tab mere laboo par ek fariyad aati hai
Khuda aapko har khushi de, kyunki aaj bhi humai
Har khushi aapke baad aati hai



Phoolon ki khushboo mubarak ho aapko
Hawaon ka jaadu mubarak ho aapko
Aap jagmagate rahe suraj bankar sada
Ek nayi shuba mubarak ho aapko



Aap ko bhool gaye to ish zindagi mein
Yaad rakhne layak kya reh jayega
Aap to zindagi ka wo haseen pal ho
Jo marne ke baad bhi DIL ko dhadkayega




Na jaane kyun aapse itna pyar ho gaya
Aapke bina jina dushwar ho gaya
Yeh aankhen tarasti hai aapke deedar ko

Meri aankhon ko bhi aapka intezar ho gaya...()()





Har sapna sakhar nahi hota,
Pyar ka koi aakhar nahi hota,
Yeh toh dil ka dard hai yaar,
Yu har kisi se pyar nahi hota...()()



Thod do woh kasam jo khahi hai,
Kabhi yaad karne mein kya bhurayi hai,
Yaad aapko kiye bina raha bhi toh nahi jaata,
Dil mein jagah aapne aisi jo banayi hai




Aaj meri ankh se ek aansu nikal aaya,
Maine ushse pucha tu bahar kyun aaya,
To usne kaha koi teri ankhon mein,
Itna samaya hai ki mein chah kar bhi,
Apni jagah na bana paya

No comments: